AAJ KA JEEWAN
Aaj ho gyi hei Duniya esi ki, bas usko apna najar ata hei. Jindgi ban gyi hei Bebas ki, jahan dekho wahan atyachar najar ata hei. Sochte the kanoon Sach ka sath deta hei, lekin aaj har mujrim Beparwah najar ata hei. Jis Jel mein dekho wahan Nirdosh najar ate hei. Geeta ki kasam dilakar kyun apne Pawitra Granthon ka apman karaya jata hei. Kab tak hoga ye Jurm Kahin iska Ant najar ata hei. Ab to Ati ho gyi hei Insaniyat ki kahin par Sabra najar ata hei. Apne hi karte hein apno se Bagavat, kahin vishwas najar ata hei. Kya Karen is jeewan mein, jahan dekho wahan Andhakar najar ata hei........ Jai hind .............